Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLala Rookh (1958)
HomeLala Rookh (1958)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


udaas udaas fizaaon mein noor chhalakaao bujhe bujhe huye taaron ko hans ke chamkaao gurur e husn salaamat na raah dikhlaao rabag doob gayaa khoone ab to aa jaao aana hi padega aana hi padega sar ishq ke kadamon pe jhukaana hi padega aana hi padega aana hi padegaa nagma mera har saans mein ras ghol raha hai is saans ke parde mein khuda bol raha hai nagma mera har saans mein ras ghol raha hai is saans ke parde mein khuda bol raha hai chheda hai agar saaz to gaana hi padega chheda hai agar saaz to gaana hi padega sar ishq ke kadmon pe jhukaana hi padega aana hi padega aana hi padega a a a a tapkega lahu dard bhare raag se kab tak khelegi teri mast ada aag se kab tak tapkega lahu dard bhare raag se kab tak khelegi teri mast ada aag se kab tak is khel mein ab haath jalaana hi padega is khel mein ab haath jalaana hi padega sar ishq ke kadmon pe jhukaana hi padega aana hi padega aana hi padega a a a a ulfat kabhi duniya se daregi na dari hai phoolon ke javani ne sada
hai kali kali ke lab par tere husn ka fasaana mere gulsitaan ka sab kuchh tera sirf muskurana hai kali kali ke lab par tere husn ka fasaana mere gulsitaan ka sab kuchh tera sirf muskurana hai kali kali ke lab par tere husn ka fasaana ye khule khule se gesun uthe jaise badliyaan si ye jhuki jhuki nighahen gire jaise bijliyaan si tere naachten kadam mein hai bahaar ka khazaana hai kali kali ke lab par tere husn ka fasaana tera jhumna machalna ye nazar badal badal ke mera dil dhadak raha hai tu lachak sambhal sambhal ke kahin ruk na jaaye zaalim kisi mod par zamaana hai kali kali ke lab par tere husn ka fasaana mere gulsitaan ka sab kuchh tera sirf muskurana hai kali kali ke lab par tere husn ka fasaana
pyaas kuchh aur bhi bhadka di jhalak dikhla ke tujhko parda rukh e roshan se hatana hoga itne gustaakh na ho ishq ki awaara nazar husn ka pash nigahon ko sikhana hoga tujhko parda rukh e roshan se hatana hoga husn ka pash nigahon ko sikhana hoga chaand taaron ko maisar hai nazaara tera meri betaab nigaahon se yeh parda kyu hai chaand aaina mera taaren mera naksh e kadam gair ko aankh milane ki tamanna kyun hai tujhko parda rukh e roshan se hatana hoga husn ka pash nigahon ko sikhana hoga tujhko dekha tujhe chaaha tujhe pooja maine bas yahi iske siva meri khata kya hogi maine achcha kiya ghabra ke jo munh pher liya isse kam dil ke tadapne ki saza kya hogi tujhko parda rukh e roshan se hatana hoga husn ka pash nigahon ko sikhana hoga pyaas kuchh aur bhi bhadka di jhalak dikhla ke tujhko parda rukh e roshan se hatana hoga itne gustaakh na ho ishq ki awaara nazar husn ka pash nigahon ko sikhana hoga
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aana Hi Padega Lala Rookh (1958) 04:24 32243
 
Poster of Lala Rookh (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood
Duration : 04:24   Song Number : 32243   

Hai Kali Kali Ke Lala Rookh (1958) 03:15 13597
 
Poster of Lala Rookh (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shyama, Talat Mahmood
Duration : 03:15   Song Number : 13597   

Pyaas Kuchh Aur Bhi Bhadka Di Lala Rookh (1958) 03:18 15721
 
Poster of Lala Rookh (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:18   Song Number : 15721